Poem - Mausam

Mausam mausam aaj bhi waisa hai wahi sham wahi khushbu wahi andhera aur zara si roshni aaj bhi waisi hi hai par mere kandhe par sar rakhke meri hi shikayat karne wala aaj koi bhi nahi - Gunti